Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaa Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaa Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaa Tum dena saath mera o humnawaa
(music) Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath Tum magar andheron mein na chhodna mera haath Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath Tum magar andheron mein na chhodna mera haath Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaa Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaa
(music) Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaa Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaa
(music) Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaa
ab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye Tum dena saath mera o humnawaa Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva Tum dena saath mera o humnawaa Tum dena saath mera o humnawaa